Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMumtaz Rashid
HomeMumtaz Rashid
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni chhup gayi chaand sharma gaya chaandni chhup gayi chaand sharma gaya aapka muskuraana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein dil ki dhadkan meri tezz hone lagi raat aankhon mein kaante chubhone lagi dil ki dhadkan meri tezz hone lagi raat aankhon mein kaante chubhone lagi vasl ki raat mein baat hi baat mein vasl ki raat mein baat hi baat mein yun tera rooth jaana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi raat apni to karvat badalte kati jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi raat apni to karvat badalte kati kuchh to mausam ne bechain rakha humein kuchh to mausam ne bechain rakha humein kuchh tera yaad aana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand
mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye kuchh mujhpe naya joban bhi tha kuchh pyaar ka paagalpan bhi tha har palak meri teer bani aur julf meri zanjeer bani liya dil saajan ka jeet ho liya dil saajan ka jeet wo chhede paayliya ne geet ke ghunghroo toot gaye wo phool fazaon mein mehke bin piye hi gori hum behke yeh masti bhari teri angdaayi jaise koi bijli lehrayi yeh teri jawaani ka jor ho yeh teri jawaani ka jor ke teri paayal thi kamzor ke ghungroo toot gaye dharti pe na mere pair lage bin piya mujhe sab gair lage mujhe ang mile armaanon ke mujhe pankh mile parvaanon ke jab mila piya ka gaon jab mila piya ka gaon to aisa lachka mera paon ke
raat khamosh thi gungunaate rahe raat khamosh thi gungunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila paas aate rahe door jaate rahe paas aate rahe door jaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi hum bhi sheron mein raashid sajaate rahe hum
sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi unn raahon par tanha chalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai shaher mein ab logon se milna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain maiy khaane se bach ke nikalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai
waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai usne dekha mujhe usne chaha mujhe usne thukra diya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya baad muddat ke woh doston ki tarah humse hans kar mila waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi koi chahat na thi bas murravat thi woh khud ko samjha liya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai apna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghazab Ho Gaya Pankaj Udhas 05:15 40512
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:15   Song Number : 40512   

Mohe Aayi Na Jag Se Laaj Asha Bhosle & Pankaj Udhas 06:05 40080
 
Poster of Asha Bhosle & Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Year- 
1986
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:05   Song Number : 40080   

Raat Khamosh Thi Hariharan 06:18 40557
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:18   Song Number : 40557   

Sab Kuchh Sunna Hariharan 06:20 40556
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:20   Song Number : 40556   

Waqt Ki Baat Hai Pankaj Udhas 06:31 38966
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38966   
Karaoke Songs of mumtaz rashid, Sad Songs of mumtaz rashid, Love Songs of mumtaz rashid, Dance Songs of mumtaz rashid, Hip-hop songs of mumtaz rashid, Best songs of mumtaz rashid, Super hit songs of mumtaz rashid, hit songs of mumtaz rashid, duet songs of mumtaz rashid, solo songs of mumtaz rashid, old songs of mumtaz rashid, famous songs of mumtaz rashid, Hindi Karaoke Songs of mumtaz rashid, Hindi Sad Songs of mumtaz rashid, Hindi Love Songs of mumtaz rashid, Hindi Dance Songs of mumtaz rashid, Hindi Hip-hop songs of mumtaz rashid, best Hindi songs of mumtaz rashid, super hit Hindi songs of mumtaz rashid, hit Hindi songs of mumtaz rashid, duet Hindi songs of mumtaz rashid, solo Hindi songs of mumtaz rashid, old Hindi songs of mumtaz rashid, famous Hindi songs of mumtaz rashid, Sing Along Songs of mumtaz rashid, Sing Along Sad Songs of mumtaz rashid, Sing Along Love Songs of mumtaz rashid, Sing Along Dance Songs of mumtaz rashid, Sing Along Hip-hop songs of mumtaz rashid, Sing Along Best songs of mumtaz rashid, Sing Along Super hit songs of mumtaz rashid, Sing Along hit songs of mumtaz rashid, Sing Along duet songs of mumtaz rashid, Sing Along solo songs of mumtaz rashid, Sing Along old songs of mumtaz rashid, Sing Along famous songs of mumtaz rashid